Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGareebon Ka Jeena Bhi Hai Koi Jeena
HomeGareebon Ka Jeena Bhi Hai Koi Jeena
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi paseena paseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi paseena paseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena jo paida huye bhookh dar pe khadi thi gareebi ki paanv mein bedi padi thi jo paida huye bhookh dar pe khadi thi gareebi ki paanv mein bedi padi thi tha shaayad wo ramjaan ka hi maheenaaa tha shaayad wo ramjaan ka hi maheena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena mere saath kab se sadak chal rahi hai bekhabo khatar bedhadak chal rahi hai mere saath kab se sadak chal rahi hai bekhabo khatar bedhadak chal rahi hai hai donon ki kismat mein patthar ka seenaaa hai donon ki kismat mein patthar ka seena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena mukaddar ka likha kiye ja rahe hain is ummeed par hum jiye ja rahe hain mukaddar ka likha kiye ja rahe hain is ummeed par hum jiye ja rahe hain milegi kabhi maut ki bhi haseenaaa milegi kabhi maut ki bhi haseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya
garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai yeh paani bahate bahate keh raha hai kabhi wo din bhi aayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai yeh bunden dekh lena ek din tufaan laayengi zameen toh hai zameen yeh aasman ko bhi hilayengi garibon ke gharon tak chal ke khud bhagwan aayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai sitam ka had se badh jana tabahi ki nishaani hai badalte hain sabhi ke din purani yeh kahaani hai zamana ek din girte huon ko khud uthaayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai garibon ka paseena beh raha hai agar jal kar kisi majboor ne fariyaad kar daali toh kudrat ke khazane dekhna ho jayenge khaali zameen phat jayegii zameen phat jayegi suraj ka gola toot jaayega yeh paani rang laayega yeh paani rang laayega garibon ka paseena beh raha hai
chaahe laakh karo tum pooja tirath karo hazaar din dukhi ko thukraaya to sab kuchh hai beqaar garibon ki suno wo tumhari sunega garibon ki suno wo tumhari sunega tum ek paisa doge wo das laakh dega garibon ki suno wo tumhari sunega garibon ki suno wo tumhari sunega tum ek paisa doge wo das laakh dega garibon ki suno wo tumhari sunega garibon ki suno bhookh lage to ye bachche aansoon pee kar reh jaate hain haaye garibon ki majboori kya kya ye seh jaate hain bhookh lage to ye bachche aansoon pee kar reh jaate hain haaye garibon ki majboori kya kya ye seh jaate hain ye bachpan ke din hain ghadi khelne ki ye bachpan ke din hain ghadi khelne ki umar ye nahin aise dukh jhelne ki taras khaao inpe aye aulaad waaloooo utha lo inhen bhi gale se laga lo utha lo inhen bhi gale se laga lo murjhaaye naa phool kahin ye aandhi aur barsaat mein garibon ki suno wo tumhari sunega garibon ki suno wo tumhari sunega tum ek paisa doge wo das laakh dega garibon ki suno badkismat beemar ye
garibon par jo hoti hain zafaayen kaun sunta hai zamaane mein dukhe dil ki sadaayen kaun sunta hai ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana kisko sunayen he he toota hua dil kaise dikhayen toota hua dil kaise dikhayen ghum ka fasaana tera bhala ho tadpaane waale tera bhala ho oo tera bhala ho tadpaane waale ho ho oo oo oo dil de raha hai tujhko duayen dil de raha hai tujhko duayen ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana hansti hai kismat kehti hai duniya hansti hai kismat hansti hai kismat kehti hai duniya ho ho oo oo oo aapas mein do dil milne na paayen aapas mein do dil milne na paayen ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana tujhko kasam hai aise mein aa ja tujhko kasam hai tujhko kasam hai aise mein aa ja ho ho oo oo oo phir ye zamaane shayad na aayen phir ye zamaane shayad na aayen ghum ka fasaana kisko sunaayen he he toota hua dil kaise dikhayen ghum ka fasaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Gareebon Ka Jeena Bhi Hai Koi Jeena Nai Roshni (1967) 04:02 38764
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anwar Husain
Duration : 04:02   Song Number : 38764   

Garibon Ka Paseena Beh Raha Hai Naya Aadmi (1956) 03:57 36172
 
Poster of Naya Aadmi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
N T Rama Rao, Anjali Devi
Duration : 03:57   Song Number : 36172   

Garibon Ki Suno Wo Dus Lakh (1966) 04:56 13207
 
Poster of Dus Lakh (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Om Prakash, Seema Deo, Others
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:56   Song Number : 13207   

Garibon Par Jo Hoti (Ghum Ka Fasaana) Mela (1948) 03:21 18255
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:21   Song Number : 18255